According to a news in ‘Amar Ujala’, there is no need to pass the TET exam (UPTET/CTET) for ‘Shiksha Mitra’ in UP (Uttar Pradesh); That’s a really good news for ‘Shiksha Mitra’ , Take a look :-
राज्य सरकार ने प्रशिक्षण प्राप्त कर रहे शिक्षा मित्रों को सहायक अध्यापक के पद पर समायोजन का कार्यक्रम तय कर दिया है। इन्हें तीन चरणों में समायोजित किया जाएगा। खास बात यह है कि इनके लिए टीईटी पास करने की अनिवार्यता नहीं रखी गई है। केंद्र सरकार ने इन्हें पैरा टीचर की श्रेणी में माना है, इसलिए प्रशिक्षण प्राप्त करने के बाद इनका केवल समायोजन किया जाएगा। प्रमुख सचिव बेसिक शिक्षा सुनील कुमार ने गुरुवार को इस संबंध में शासनादेश जारी कर दिया है।
Currently, about 1.66 lakhs untrained primary teachers (Shiksha Mitra) are working in government schools of the state; And as per RTE guidelines, all these teachers must be trained, so the government had planned to train them in three stages/batches .
- First Batch - 58000 will get their posting as permanent asst. primary teachers in Jan. 2014
- Second Batch – 60000 will get their posting as permanent asst. primary teachers in Dec. 2014
- Third Batch – Remaining will get their posting as permanent asst. primary teachers in May 2015


Comments
टी ई टी वालो के साथ धोखा हो रहा है जागो युपी जागो
sahi baat yadi inhe kewal b.ed pass hi student chahiye the to uptet ka niyaam hi kyu laye aur ab itni vacancy mein dheroo student apply kare ye toh wahi baat hui untaa ke muh mein zeera.
kab tak sarkar ham logo ko bevkuf banati rahegi apane hak ke liye lado
batao kya kar sakte hai
siksha mitro ke favaur me ye shahi faisla hai
are yaar shiksha mitra pahle kud ko to graduation kaar ke shikshit kar le ……wo log kya shiksha pradan kareke…. up main basic shiksha ka beragarg ho gaya … M.A KAR KE LOGE ROAD PAR GUM RAHE HAIN AUR 12TH PASS SHIKSHA MITRA VILLAGE PRADHAN KI KRIPA SE TEACHER BAN BAITHE HAI….
shiksha mitra ki bharti mein pardarshita rakhi jaye.
t g t valo ke sath dokha nahe he sabhi bed balo ko mokha milgaiga vill post kamalpur kanshiram nagar
thak yau
sir, good morning can u explain me that how to apply of shiksha mitra vacancy.
Dear Soniya,
There will be no more recruitment of Shiksha Mitra in future.
HAAA HAA YAAR PRADHAN KE PAO CHOO KAR BAN PATE HAI. WAISE BARTI BAND HAI
No requirment …
RAJYA SARKAR KO CHAHIYE KI SHIKSHAMTRO KO UNTREND SHIKHAK KA VETAN MAN 7300 RUPEES PURI IMAN DARI KE SATH DENA CHAHIYE.
BHAI NAUKRI KE LIYE SANGTHAN BANA LIYA AUR PRADHAN SE ANPA HAK NAHI BACHA PA HAI HO … HAA HAA
abe tu hai kya dhakkan aaj ki date me 40%se jzada SM bed. hain aur lag bhag sare graduate hain aur basic ke liye b.ed. nahi BTC zaruri hai.
Raj sarkar ko BTC our Moalimo ko TET se mukta kar dena chahiy. kyki in dono ko teacher ki traning pahle se mil chuki hoti hay.
Aadhe se jyada shikshyamitra ayogaya fir gov. Unko kyon smayojit karna chahti hai..
BHAI SAB VOTE BANK POLITICS HAI… LOK TANTRA NAHI ” bherd-mean crowd tantra hai” hans chuge ga dana tinka -cauwa moti khayega”
ye to sarasar beimani hai,jisne BEd n TET pass ki hai kya vo c… hai???
Shikshamitr k name se likhne wale Padhaku Bhai…..aap ne B.a. Kiya ,tet pass ki aur ho skta hai kuchh aur bhi padh rhe honge… Aap to hame bahut hi smart malum padte ho. To kyu a.t. Ki job ke chakkar me pade ho .jawo kahi D.M. , SDM AUR KOI officer ki job dhundho . Dusro ka bura chahne walo ka yahi hota hai .visheshkar tumhara …….. Jawo kahi baniye ki naukari kar lo beta tum kabhi a.t. Nahi banoge ,..
sahi bat karvi lag gayi tum shiksha mitro –dihati ko english me kya kahte hai dic main par lena aur main aur ham sab 750000 b.ed+350000 visist btc wale ravi ke saat hoo.tum log apni roti ke liye desh ke bhavishya(bacho) ke sath kel rahe ho.
bhud gaye jo tum logo ne afidavite govt. ko diya tha ki kabhi bhi samayojan ke liye mang nahi karege.hool gaye kya. desh drohi –shikshak tumare jashe hoge to to kya desh ka nirman hoga .shikshak banana tha to pahle thoda kabil to ban jate.jao main kahta ho Dusro ka bura chahne walo ka kabhi bhala nahi hota hai .visheshkar tumhara …….. bimari main sari salary jayegi.
Mr. vineet apne andar jhanko apni badzubani par lagam do ,raat me dhyan se sochana dus saal se inhi shiksha mitro se vidhalaya chal raha hai .kabhi kisi mitra se qualification ke mamale me ulajh mat jana.bahut pachtayoge
bhai agar mere paas bhi paisa hota to mai bhi b.ed kar leta jab tum log etne yogya ho to primari teacher banane ke liye quin pareshan ho agar etne hi yogya hote kanhi chaprasi jaroor ban jate baap ke paison se degree kharidte ho baat karte ho yogyta ki.
bhai main ma pass ho aur mere pass bhi b.ed karne ke liye paisa nahi hai.kya muche bhi shiksa mitra main lagwa sakte ho yar please batao kaise apply kar shakte hai .pradhan bsp ke hai meri nahi sunte.
Hi..
Good mrng.
Ham S.M. Ko garve hai ki hamari apni bhi Website http://www.upshikshamitra.com hai. Tet walo ki b koi site hai? Teachero ki b koi site hai. Hame bahut khushi hai ki hamari alag pahchan hai Aur aaj ke yug me ham apne sahkarmiyo se kahi aage hai. Aur aage badhte hi rahenge.
helo bhaio siksamita 10 salo se pada raha hai tet bed balo se kahi jyada anubhav rakhta hai
very good news. Right decision. Shiksha mitras are teaching on a very low honorarium and since a long time (mostly 5 to 11 years). They was the topper in their village, when they were selected for SM. But as on date their condition is critical. They dont’ have any option.
It is good decision from Govt. side, that they have been execused from TET.
Govt. should regularise their service immediately and now should increase their honorarioum at least Rs. 7300/- pm to run their normal life.
Because no one can run his life in 3500/-. SM are topper in education and earns only Rs. 3500/-. But a illetrate person/MAJDOOR earns minimum mazdoori Rs. 250/- per day, means Rs. 7500/- pm. So Govt. should revised SM Salary.
siksha mitro ko mai apni or se badhi deta hu because training k baad wo bhi trende teacher k rup me swikar kiye jayange
gov. ka ye faisla sm ke liye ek dam sahi hai.so thanks for up gov.
Ab yadi har saal 3 lakh log up akele mein b ed kar rahe hain, sarkar kitne logon ko teacher bana sakti hai.
Hope all b ed holders including me will not mind.
up tet cancelled kare govt
VERY NICE
Mandey kab tak milega or kitna…..is bare me to kuch b clear nahi h.
NA TADAP KI AAHAT NA ARGI HAI FARIYAD KI,DAM GUTKAR YU HI MAR JAYE KYA YAHI HAI MARGEE. U.P.SARKAR KI
tum tet vale apne dukh se itna prashen nehi ho jitna dusro ka sukh se. yeh sarkar tumko kbhi neukt nehi kragee jab tak tum bed tet ka time ncet ka anusar pura ho gayga. bhai tet ka prmanptra kreed kaya leya apna ko prt smaj raha ho. agar hai etnee yogta to tgt aur pgt qulifiee kar dikho.ya ctet .mai ek aam shikshamitra hu mai distance mode se b.ed tet ctet pass out hu.
my sister applied for the teacher in up ab bharti prakriya me rok ke karan ab vo mar rahi hai.plz help me
mandey bahut km pr sikshamitro ne jis passion k sath aurprimary education level upar uthaya hi isliyea gov kosikshamitro ka future bright karna hoga jis se o student ka future bright kr ske
jo teraning chal rehi hai theek he par agge ka pata nahi kiya hoga.
http://youtu.be/t0BvjnigL44
up government ke kya kahne …
1.kya ye b.ed collrge main btc course nahi chala sakte bed walo ko kyo basic main niyukt karte hai.
2.gareb b.a ,bsc pass karne walo ka hak hai btc main admission lekar teacher banana.
3.btc ki merit uttra khand ki tarah block starr pe banani chahiye.
4. aur trade vishes ya wavshaik shiksha walo ko awedan nahi karne dena chahiye, unke liye to unki rojgarpark shiksha hi rojgar dilane ke liye kafi hai.
kuch hone bala nahi… lagao mortein dehko sapne hasin;;;;;;;:::::;;;;;;;;”"”‘:::;.;”:–’
jab writ karke btc niyamavali change karwaoga tab dekna………band baj jayega..ya btc bhi latak jayegi