If you have read our previous article then you probably know that Allahabad High Court decision, in which it was clearly told that all the non-TET pass candidates must be allowed to appear in this recruitment (72,825 assistant primary teachers) but without taking care much about this, High Court have already released the merit list; Now let’s see what happens :-
हम इस मसले से सम्बंधित सारी न्यूज़ इसी पेज पर अपडेट करेंगे इसलिए आप से प्राथना कि आप इस पेज पर रेगुलर आयें | (http://uptet.co.in/non-tet-recruitment)
http://uptet.co.in/without-tet/
हाई कोर्ट के एक नए आदेश के अनुसार बिना टेट वाले बी.एड. अभ्यर्थी भर्ती से बहार ही रहेंगे, और टेट, टीचर बनने के लिए हमेशा जरुरी होगा | NCTE कि छुट के बारे में बात करते हुए, कोर्ट ने कहा कि ऐसा तब होता जब प्रयाप्त मात्रा में TET पास आवेदक उपलब्द नहीं होते |


Comments
sir bed valo ka no kab ayaga har saal gov koi na koi naya rule nikal deti h.isme loss to hum logo ka h.ple i request jald se jald result de
SLP —SLP LO UP GOVT KA SLP KI HUM SLP DEYAR KAREGE LIKIN YE BHLE JATHI HAI KI SLP KIS LIYE DALI JATHI HAI YE HME DARATHE HAI SLP SLP KARKE HUM ESKO DEKHEGE KI SLP KYA HAI
high court ke order ko sarkar ko lagu karna chahiya. jo bhi merit me
aayega wo teacher ho jayega but govt ko high court ke adesg ka palan
karna chayia.
jalde karo jo hamara babesya ban jay e
aaj cut off nikala hai kal bharti kar lena or ham non tet b.ed walon ko fir se angutha dikha dena..yaad rakhana sir agar humne sarkar banai hai toh ham sarkar hata bhi sakte hai…jise dekho manmani karta hai koi sc st karta hai toh koi alag raag alapta hai…aise jhelna toh hum berojagro ko padta hai na…esliye accha yahi hoga k NON TET B.ED walon ko b es bharti me shamil kiya jaye..NON TET B.ED BEROJGAR MORCHA JINDABAAD..
Tum log saalo bina tet paas kiye naukari paana chahte ho. Tumahari ye hasrate kabhi puri nahi hogi saalo. Ek test paas nahi kar sake to bacche kya padaoge.
waah bhai kya langveg hai yahi tho hai tet pass or aise third level ka test toh ham ek jhatke me pass kar le par koi karwaye tab toh..jyada uchlo mat abhi bharti hui nahi hai…
sir plz bina tet wale b.ed candidate mouka deejiye……………oterwise….jitna jldi ho ske uptet ka exam krwaiye
Ab hamara sapna toot gaya bajee tet waley mar ley gay ab khub so bhaiyo abhi khuch nahi bigda sab ekatha ho jao aur sarkar demak shahi kar do
this is totally contempt of court
Bina tet balao ko high cot bavcof bana raha hai . Phele kheate h ki ishi bharti me shamil hoage ushake bad kheate hai ki merit list jari ho gai.
high coort govt ke hatho bik choki hai
dudh ke daant jame nahi ki bolna shuru kar diye hain, jo tet pass kar chuke h vo sab kya bewkuf h jo 2 saal se intzaar kar rahe h agar bed walo ko line me lagna h to unko pahle tet pass karna hoga aur iske liye sarkaar se ye request karni hogi ki tet exam jald se jald ho aur next vacancy aane tak sabko mauka mil sake h.
plz sir bed balo ko bhi is vacancy me samil kare.
sab sarkar ki maan mani haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
bina tet wale kaha jaye……………uptet exam kb hoga koi bta skta h
sister, mehanat kro tet ke liye, sayad february me he, aap kisi ki bato me n aao bina tet balo ki kabhi job nhi lagegi,
kumbh ke mela main
Actually vacancy required is more than 250000 par sarkar kewal 1/3 he appointed kar rahe hai. saari seat mein vacancy ki jaye to sabhi b.ed degree holder ko naukari mil jayegi.
kya sarkar koi business kar rahi hai jo baar baar limited vacancy nikal rahi hai, jisse student ka paise baar baar barbaad ho raha hai.
2nd merit list kab ayega
15 feb tak aayegi
ku dusro ko jhod bol kar apna kam nikal rahe ho jab 2 year se tet nahi hui tho ab kya hogi ,
selection, hona chahiye to tet base pr hi, pr hr kisi tet wale ko mauka milna chhiye, i mean jo tet pas krle use teacher banne ka mauka mile,
agar selection tet base me he karna hai tho ku lacko rupey karch kar bed karthe ho , bed interance ki jagha tet na kar de is se paise tho bachege .
TET 2013 NOVEMBER ME HOGA OR FORM SEPTEMBER ME NIKLENGE……..FEBRUARY ME RESULT AYEGA.
**************kuch nahi hoga , its a biggame*********************
Sabhi b.ed. Tet pass valo ko mandey 6000 ya 7000 par kar de uske 5 sal bad asthai kre to bhi ham log taiyar hai
jab TET exam me itni hera feri hui paise le ker.Aur court ne officer ko punish kiya jail bhej ker.Means TET exam me unfair means se bahute log paas ho gaye ,ye sabit ho gaya h.
to phir TET exam cancel ker ke phir se kerana chahiye aur phir recruitment ho na chahiye.
bhai, up government he, yha sb lutere he, koi kisi ki problem ko nhi samjhta he, bde bde wade krke jit jate he aur apna pet bharte he,
BEd bhaiyo aur behno TET cancel keraoo.Kynki TET me dhandhali(unfair means) hui hai aur ye court me sabit ho chuka h.
UP TET Cancel karao bhaiyo……………nhi to naukri bhul jaoo.
Cancel TET.
2011 tet cancel honi hi chahiye kyonki ye bilkul niradhar pariksha thi…..sarkaar ko samajh nahi aa raha kya…
Jab tet exam mai suru se hi lafda tha or vivad bhi rha fir bhi up tet walo ki bharti ho rahi hai jo ki niyam ke khilaf hai sarkar ko fresh bed above 60 parsent ko samil karna tha mo 9808306373
agar TET base pe bharti karni hai toh bharti nahi TET 2011 radd karo or dubara se ye exam karwao…kyonki ye exam kisi ko bhi manya nahi tha esme siwaye chiting k kuch nahi hua tha….sarkar ko apni galatiyo se sabak lena chahiye na ki galti pe galti karni chiye!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
ye sarkar student ko dhoka de rahi hai….ye sarkar in vacancies ko loksabha election tak le jana chahti hai……ye sarkar students ke saath chhal kar rahi hai isse achha to BSP ki sarkar hi thi kyonki usne to ek hi draft se kam chala lia tha jabki is sarkar ne har zile ke liye alag alag draft banvaya hai…..is sarkar ka motto keval nakal karne valo aur farzi degree valo ko bhartee karna hai kyonki is sarkar ne tet merit ke bajaye academic merit kar di……aur iska seedha matlab h yadavo ko laabh dena
TET merit ya TET ka wtj marks par bharti chahne walo-
Aap sayad bhol rahe hai ke TET exam mai kafi bade paimane par dhandhali hui hai
Sanjay Mohan ka giraftar hona, karono ki tadat mai pesa baramad hona, studnts ki list ka milna… aur bhi bahut saare saboot hai … Kisi ka aankalan ya Teacher ke liye chunab karna Sirf TET mirit kafi nahi hai..
Aap log samajwadi Party ki aalochana na kare, Isme sarkaar ka koi kasoor nahi hai.. CM Ji Apni Har Jimedari ko badi gambhirata se le rahe hai..wo aur netaon ki tarah tanasahi rukh nahi apna rahe hai Hum sabhi ko poora bharosa hai…
kuch log sarkaar ke khilaf samaj mai bhole bhale logo ko bhadka rahe hai.. yadi samajwadi party itni buri hoti to 206 cito, porn bahumat se sarkaar na banti..
hum jante hai ke kuch hi log samaj ko ganda kar rahe hai.. aur hume sarkaar ke khilaf bhadka rahe hai..
mai bhi eak B.Ed Studnt hu mujhe bhi naukari ki jarurat hai, Is bharti ko rajnit se na jode.. Ye hamari Request hai…
Partibha ji ham aapke saath hai. B.Ed 2012 unio sangharsh karo tet2011 ko radh karao.
chor ho gaya hai aam aadmi, mehnat karna nahi chahta…
dosh denge to sarkaar ko
kya party wale logo ko aur jimmedariyan nahi hai???
ha bilkul sahi tet 2011 ko radh kr k fr se tet exam krwaou
sabhi non tet b.ed bhai bahen kal subah 9.30 par lucknow vidhan sabha pahuch kar hamare hamare prayaso ko ek yogdaan dijiye….plssssssssss TET 2011 radd karo or b.ed ki merrit ko aadhar banaya jaye kyoki b.ed apne aap me ek shikshak patrata digree hai…..TET 2011 radd karo!!!